Hindi lyrics - song yoon shabnami from the movie Saawariya

Advertisements



Movie: Saawariya
Director: Sanjay Leela Bhansali
Cast: Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Rani Mukerjee, Salman Khan
Singer : Parthiv Gohill
Music Director : Monty Sharma
Lyrics : Sandeep Nath

yoon shabnami…
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…
pehle nahi thi chandani
ho..yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…

dekho chand aaya
chand nazar aaya

dekho chand aaya
chand nazar aaya
dekho chand aaya
chand nazar aaya
aaya aaya aaya
dekho aaya, sharmaya
haan ji haan
aaya aaya haan ji
aaya sharmaya
tu bhi aajaa
saawariya
aaya aaya aaya
dekho chand nazar wo aaya
dekho chand nazar dekho dekho ji
chand nazar wo aaya
bharmaya aaya aaya
chand aaya sharmaya…

dheere dheere aake
hawa gungunaa ke
har khabar de tumhari
kaisa ye nasha hai
nazar mein ghula hai
har ghadi hai khumari
nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar
gumsum nazar, jaayein kidhar
kho gaye tujhmein hum iss kadar

yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
ho..
yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…

saaawariyaa…
tu… aaja….
tu… aaja…
saawariyaaa….




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Hindi lyrics - song yoon shabnami from the movie Saawariya”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.