Lyrics : ‘Jaane tu mera kya hai’ of Jaane Tu Ya Jaane Na
Movie : Jaane Tu Ya Jaane Na
Actors : Imraan Khan and Genelia D’ Souza
Music Director : A. R. Rehmaan
Singers : Runa Rizvi
Jaane tu mera kya hai, Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha
Jaane kaisi kashish hai, jaane kaisi khalish hai
Kyun ye saans thami hai, aankhon mein kyun nami hai
Hai dosti humko yakeen tha, dosti aur kuch bhi nahin tha
Hai kaisa dard naya sa kyun dil lagta toota toota sa
Jaana dil jaana kaise maine na jana
Ye pyar yahi hai, ye jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana kaise tune na jaana
Ye pyar yahi hai, ye jaane tu ya jaane na
Jaane tu mera kya hai, Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha
Hoo.. hoti thi tujhse subah har din ki
Teri dophar se sham ki dhun thi
Hoti thi raatein teri baaton mein khoye
Tere khayalon mein ye jaage aur soye
Tu jo nahin to kya raha
Jaane tu mera kya hai, Jaane tu mera kya tha
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha
Jaane kaisi kashish hai, jaane kaisi khalish hai
Kyun ye saans thami hai, aankhon mein kyun nami hai
Jaana dil jaana kaise maine na jana
Ye pyar yahin hai, ye jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana kaise tune na jaana
Ye pyar yahin hai, ye jaane tu ya jaane na
Most Popular Items:
- Lyrics: ‘Tum mile’ of My Name Is Anthony Gonsalvis
- Lyrics: ‘Pyar To Hona Hi Tha’ of Sunday
- Lyrics: ‘Jaane Maula’ of My Name Is Anthony Gonsalvis
- Lyrics of Jaane kyun dil jaanta hai - Dostana
- Lyrics of Khuda jaane ke main fida hoon - Bachna Ae Haseena
- Lyrics of Lucky boy you are my - Bachna Ae Haseeno
- Lyrics : ‘ Teri meri ye love story’ of Love Story 2050
- Lyrics of Koi na jaane kya hoga - Hijack
- Lyrics : ‘ Chalo jaane do’ from Bhootnath
- Lyrics: ‘Allah Beli’ of My Name Is Anthony Gonsalvis
- Lyrics of Tumko dekha tha kabhi - God Tussi Great Ho
- Songs of Ram Jaane
- Lyrics: ‘Missing Sunday’ from Sunday
- Songs of My Name is Anthony Gonsalves
- Lyrics of Jaane kya ho gaya - C Kkompany
- Lyrics : ‘ Nazrein milana nazrein’ of Jaane Tu Ya Jaane Na
- Lyrics of Dil kya kare jab kisi se - Julie
- Lyrics of Tuhje aksa beach ghuma - God Tussi Great Ho
- Songs of Jaane Tu… Ya Jaane Na
- Abbas wants to make an adult comedy now







No Responses to “Lyrics : ‘Jaane tu mera kya hai’ of Jaane Tu Ya Jaane Na”
Please Wait
Leave a Reply