Lyrics : ‘ Aaj mein boond hun’ of De Taali

Movie : De Taali
Actors : Aftab Shivdasani, Ritesh Deshmukh, Ayesha Takia, Rimi Sen
Music Director : Vishal - Shekhar
Singer : Shreya Ghoshal, Shekhar Ravjiani

Aaj main boond hun, boond hun baarish ki
Aaj main hun leher, leher hun khwahish ki
Aaj main aasmaan se aayi hun
Aaj main dhoop hun main bahaarein laayi hun

Sapno ke saath main rehne lagi hun
Unse ye baat main kehne lagi hun
Armaano ka mila mujhko samandar
Maujon ke saath main behne lagi hun

Aaj main boond hun boond hun baarish ki
Aaj main hun leher, leher hun khwahish ki

Aaj aisa hai lagne laga
Soya har khwaab jagne laga
Aaj main bhi mehek ne lagi
Ye jahaan bhi chamakne laga
Dil ki dhadkan bhi wo hai
Teri uljhan bhi wo hai
Usko suna de apni dil ki sada

Sapno ke saath tum rehne lagi ho
Mujhse ye baat tum kehne lagi ho
Armaano ka mila tumko samandar
Maujon ke saath tum behne lagi ho

Aaj main boond hun boond hun baarish ki
Aaj main hun leher, leher hun khwahish ki
Aaj main aasmaan se aayi hun
Aaj main dhoop hun main bahaarien laayi hun

Sapno ke saath main rehne lagi hun
Unse ye baat main kehne lagi hun
Armaano ka mila mujhko samandar
Maujon ke saath main behne lagi hun

Sapno ke saath mein rehne lagi hun
Unse ye baat main kehne lagi hun
Armaano ka mila mujhko samandar
Maujon ke saath main behne lagi hun

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

 

No Responses to “Lyrics : ‘ Aaj mein boond hun’ of De Taali”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.