Lyrics : ‘ Almadad shere khuda mera’ of Hastey Hastey

Movie : Hastey Hastey
Director : Tony and Ramanjit Juneja
Singers : Zubin Garg
Music Director : Anu Malik

Almadad shere khuda almadad shere khuda
Mera yaar na ho mujhse juda
Mera yaar na ho mujhse juda
Almadad Shere Khuda

Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin

Aarzoo keh rahi mere mehboob ka meri nazron ko deedar de
Ilteja hai yehi zindagi se mila de mujhe ya mujhe maar de
Bhikhre sapne toot ke soze dil ki daag mein
Dar dar bhatka main yahan dilruba ki chaah mein
Sun zara sun zara dhadkano ki sada

Almadad shere khuda almadad shere khuda
Mera yaar na ho mujhse juda

Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin

Hastey hastey , Hastey hastey , Hastey hastey , Hastey hastey

Har ghadi har jagah sochta hoon usi ke hi baare mein ab raat din
Mujhko hai ye pata reh sakegi na wo bhi akele kahi mere bin
Saaya ban ke sang hai yaadon ki parchhaiyan
Har lamha dasne lagi aag si tanhaiyan
Bebsi har kadam waqt hai bewafa

Almadad shere khuda almadad shere khuda
Mera Yaar Na Ho Mujhse Juda

Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin
Main yaar bin main yaar bin, main mar jaawanga yaar bin

Hastey hastey , Hastey hastey , Hastey hastey , Hastey hastey

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

No Responses to “Lyrics : ‘ Almadad shere khuda mera’ of Hastey Hastey”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.