Lyrics : hindi song ‘Jannat Jahan’ of Jannat


Movie : Jannat
Actors : Emraan Hashmi and Sonal Chauhan
Singer : Rupam Islam
Lyrics : Sayeed Qadri

e suno na….
dil keh raha hai
laalach badi khubsoorat balaa hai
e e dekho na….
kiski dua hai
aasman chule jo, uska dura hai
roz naya khwaab dede zindagi
aisi haseen saza deeee….
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan

e suno na….
duniya ka kya hai
hum ne jo chaha, hum ne woh kiya hai
e dekho na….
jaadu yeh kya hai
pathar ko chu ke maine sona kiya hai
roz naya khwaab dede zindagi
aisi haseen saza deeee
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan

paisa jeene ki dua
paisa marne ka saba
paise ka jadoo ajab…..haaaan
roz naya khwaab dede zindagi
aisi haseen saza deeee
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan
jannat jahaaaaan….Jannat yahaaaaan
e suno na….
aankhon mein kya hai
dil ne jo chaha, dil ko sab mil gaya hai




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.