Lyrics: ‘Khwaja mere khwaja’ of Jodha Akbar
Movie : Jodha Akbar
Actors: Hrithik Roshan and Aishwarya Rai
Music Director: A. R. Rahman
Singer: A. R. Rahman
Lyrics: Javed Akhtar
Khwaja ji khwaja
khwaja ji….khwaja ji…..khwaja ji
ya garib nawaz
ya garib nawaz
ya garib nawaz
ya moinuddin
ya moinuddin
ya khwaja ji……ya khwaja ji
ya khwaja ji….ya khwaja ji
ya khwaja ji….ya khwaja ji
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
shahon ka shah tu
ali ka dulara
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
shahon ka shah tu
ali ka dulara
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
dil mein sama ja
beqaso ki taqdeer
tune hai sanwaari..
tune hai sanwaari..
khwaja mere khwaja….aaaaa…
tere darbar mein khwaja
door toh hai dekha…..aaaaa…
tere darbar mein khwaja
sar jhukate hain auliya
tu hai unalwali khwaja
rutba hai pyara
chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
shahon ka shah tu
ali ka dulara
mere peer ka sadka
mere peer ka sadka….aaaaa…
hai mere peer ka sadka
tera daman hai thama
khawaja ji…..
taali har bala hamaari
chaya hai khumar tera
jitna bhi rashq kare beshaq
toh kam hai e mere khwaja
tere kadmon ko mere rehnuma nahi choddna gawara
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
shahon ka shah tu
ali ka dulara
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
shahon ka shah tu
ali ka dulara
khwaja mere khwaja
dil mein sama ja
beqaso ki taqdeer
tune hai sanwaari
khwaja ji…..khwaja ji….
Most Popular Items:
- Hit Songs of Jodhaa Akbar
- Jodha was Akbar’s daughter-in-law, not wife
- Sonu Sood wants to do some experimental roles now
- Hrithik regretted for not doing Swades
- Hrithik Roshan will not do any period film
- Ashutosh Gowariker’s ‘real’ity bites : real jewellery used in Jodha Akbar
- Katrina is a big fan of Hrithik Roshan
- Portrait of Aishwarya Rai Bachchan
- Lyrics: ‘Azeem o shaan shehenshah’ of Jodha Akbar
- Aishwarya wants to work with Shahrukh
- Aish deserved to win the IIFA
- Hrithik Roshan in Farah Khan’s Om Shanti Om
- Songs of Mere Gharib Nawaz
- Anarkali songs
- Songs of Akarshan
- Songs of Aakarshan
- Top songs of Achanak
- Akbar Khan to direct a film on terrorism now
- Aishwarya to play Yashodhara in Buddha
- Was insecure about playing 12 roles: Priyanka

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply