Lyrics : ‘Maine hawa ke paron pe’ of Mere Baap Pehle Aap
Movie : Mere Baap Pehle Aap
Actors : Akshay Khanna, Genelia D,Souza, Paresh Rawal and Om Puri
Music Director : Tauseef Akhtar, Vidyasagar
Singers : Udit Nayaran and Shreya Ghoshal
Sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
Sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
Tune padha ke nahin jaane jaana, milke mujhe batlaana
Phoolon mein taaron mein, saare nazaaron mein
Aankhon ne dekha hai chehra tera
Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
Tune padha ke nahin jaane jaana, milke mujhe batlaana
Ho maine khayalon ka jahaan basaaya raaton ko khwaabon mein tujhe chhupaaya
Man ke tarichon mein tujhe sajaaya jaane tu jaane na hoo…
Yaadon ki maine tasveer banaayi, tujhse kahi na har baat chupaayi
Sehti rahi tum jaan judaai, maane tu maane na
Tere hijaab ki khili khili khili hai chandni
Tere shabaab ki saji saji saji hai ragini
Kya karoon kya karoon, jeene na deti hai teri ada
Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
Tune padha ke nahin jaane jaana, milke mujhe batlaana
Hey senorita,
Sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
Sa sa sa sa re ga, sa sa sa sa ma ga, sa sa sa sa re ga pa ma ga re
Itni haseen kaayenaat hogi, dilkash badi ye raat hogi
Socha nahin tha mulakaat hogi, maine to jaane jaan
Masti mein dooba hai sama sharaabi, hone laga aalam gulabi
Aaye na chain kahin zara bhi, behke mere armaan
Raha kareeb hi zara zara zara sa faasla
Na toota toot ke zara zara zara sa silsila
Aa gaye paas hum saanson mein mehki hai teri wafa
Maine hawa ke paron pe likha hai, deewaane dil ka fasaana
Tune padha ke nahin jaane jaana, milke mujhe batlaana
Phoolon mein taaron mein, saare nazaaron mein
Aankhon ne dekha hai chehra tera
Most Popular Items:
- Songs of Mere Baap Pehle Aap
- Om Puri playing a flirt in Mere Baap Pehle Aap
- Top bollywood songs of Akshaye Khanna
- Songs of Genelia D’Souza
- Lyrics of Humdum mere maan bhi jaao - Mere Sanam
- Lyrics of Humdum mere maan bhi jaao - Mere Sanam
- Lyrics of Maine pyaar kiya - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Ishq Subhan Allah - Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Rafta rafta dekho aankh meri ladi hai - Kahani Kismat Ki
- Hindi lyrics - song yoon shabnami from the movie Saawariya
- Lyrics of Tu mere paas hai - Roadside Romeo
- Lyrics of Kora kaagaz tha ye man mera - Aaradhana
- Lyrics : ‘Jaana Hai Tujhko’ of Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Tumse o haseena kabhi mohabbat na - Farz
- Lyrics of Jab chali thandi hawa - Do Badan
- Lyrics : ‘ Shamma shamma jale’ of Mere Baap Pehle Aap
- Lyrics of Horn baja de baap - Horn Ok Pleassss
- Lyrics of Chand si mehbooba ho meri - Himalaya Ki God Mein
- Lyrics of Meri bhains ko danda kyun maara - Pagla Kahin Ka
- Akshaye and Genelia in a promotional song

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply