Lyrics of Aa mere humjoli aa - Jeene Ki Raah


Movie : Jeene Ki Raah
Actors : Jeetendra and Tanuja
Music Directors : Laxmikant Pyarelal
Singers : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Aa mere humjoli aa khele aankh micholi aa
galiyon mein chaubaaron mein
baagon mein bahaaron mein
o main dhoondoo tu chhup ja
aa mere humjoli aa khele aankh micholi aa
galiyon mein chaubaaron mein
baagon mein bahaaron mein
o main dhoondoo tu chhup ja

main aaun na na
main aaun na na na aaun na
main aaun aa ja
peepal ke upar ja baitha chhup se mera saathi
dhak se lekin dhadak gaya dil
gir gayi haath se laathi
o pakda gaya o pakda gaya
main aaun na na
main aaun na na na aaun na
main aaun aa ja
panghat ke peeche ja baithi
o chhup ke meri sajaniya
jhan se lekin anjaane mein jhanak gayi paijaniya
o pakdi gayi o pakdi gayi
aa mere humjoli aa khele aankh micholi aa
galiyon mein chaubaaron mein
baagon mein bahaaron mein
main dhoondoo tu chhup ja

main aaun na na
main aaun na na na aaun na
main aaun aa ja
o mere naino se tu chhup sakta hai
o mere rasiya lekin mere man se
chhupna mushkil hai man basiya
aye pakda gaya o pakda gaya
main aaun na na
main aaun na na na aaun na
main aaun aa ja
kaahe lukchhup ke khel mein chhede tu
prem ki batiyaan
dekh tamaasha dekh rahi hain
saare shehar ki ankhiyaan
aye pakdi gayi o pakdi gayi
aa mere hamjoli aa khele aankh micholi aa
galiyon mein chaubaaron mein
baagon mein bahaaron mein
o main dhoondoo tu chhup ja
aa mere humjoli aa khele aankh micholi aa
galiyon mein chaubaaron mein
baagon mein bahaaron mein
main dhoondoo tu chhup ja
main dhoondoo tu chhup ja
main dhoondoo tu chhup ja




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.