Lyrics of Aage aage dekhe ja - Life Partner
Movie : Life Partner
Actors : Govinda, Fardeen Khan and Genelia D’Souza
Music Director : Pritam Chakraborty
Singers : Mika Singh, Soham Chakrabarthy, Shakti Singh, Ajay Jhingran and Antara Mitra
Lyricist : Javed Akhtar
Haaye jaaneman tu ruk ja zara
itna to bata de mujh se kyun hai khafa
haaye jaaneman tu ruk ja zara
itna to bata de mujh se kyun hai khafa
ye ishq ki hai halki si saza
tune chakha hai abhi thoda maza
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
gussa ka hai kaaran kya chal itna to bata
aakhir isse ho gayi aisi bhi kya khata
tune to bas kaat diya ek pal mein mera patta
aise chhod na tu mujh ko aisa chod na tu is ko
mujh ko jhoothi baaton se yoon bore nahi kar tu
yoon hi dikhlaane ko jhoothi aahein nahi bar tu
mera chhod de peecha waapas ja apne ghar tu
maine jaan liya tujh komaine jaan liya tujh ko
pyar ka jo bhoot sar pe aaya hai tere
abhi jo samajh mein nahi aaya hai tere
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
achha jo hua so hua jaane bhi de tu
thoda apne paas mujh ko aane bhi de tu
jitna mujh ko pyaar hai samjhane bhi de tu
ab to maan bhi ja janamab to maan bhi ja janam
main laila hoon tu majnu ye samjha mat mujhe
aise jhoote moote sapne dikhla mat mujhe
chikni chupdi baaton se tubehla mat mujhe
in baaton mein nahi dum
in baaton mein nahi dum
itni jo bigde to wo banti nahi
itni zyada jo roothe wo manti nahi
aage aage aaha aage aage ooho
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
aage aage dekhe ja tu ke hota hai kya
Most Popular Items:
- Lyrics of Aage bhi jaane na tu - Waqt
- Lyrics of Tere mere honthon pe - Chandani
- Lyrics of Jin ke aage ji jin ke - Sanam Bewafa
- Lyrics of Nanha munna raahi hoon - Son of India
- Lyrics of Ik ladki bheegi bhaagi si - Chalti Ka Naam Gaadi
- Lyrics of bollywood song ‘dekho nashe main’ of Race
- Lyrics of Deewana mujh sa nahi - Teesri Manzil
- Songs of Life Partner
- Lyrics of Aa Dekhen Zara Kisme Kitna Hai - Aa Dekhen Zara
- Lyrics of Kyun aage peechhe dolte ho - Golmaal - Fun Unlimited
- Lyrics of Jeena to aise jeena - Drona
- Lyrics of Piya tose naina laage re - Guide
- Lyrics of Gaadi bula rahi hai - Dost
- Mahie Gill turns to conventional cinema
- Lyrics : ‘Dil haara re’ of Tashan
- Lyrics of Tenu ghodi kinne chadaya - Singh Is King
- Lyrics of Dholiya dholna - Heyy Babyy
- Lyrics of Khud hai yeh panchhi - Dekh Bhai Dekh
- Lyrics of Ankhon pe mohabbat likh de - Heyy Baby
- Lyrics of Aye bhai zara dekh ke - Mera Naam Joker

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply