Lyrics of Aahista aahista mujhe - Bachna Ae Haseeno

Advertisements

Movie : Bachna Ae Haseeno
Actors : Ranbir Kapoor, Katrina Kaif, Deepika Padukone, Bipasha Basu and Minissha Lamba
Music Director : Vishal Dadlani and Shekhar Ravjiani
Singers : Lucky Ali and Shreya Ghoshal

Aahista aahista mujhe yakeen ho gaya
aahista aahista ye dil yahin kho gaya
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

dekh loon ye khwaab main
ke raaton mein tu aa ke ye kahega
ke tu ji rahi hai meri zindagi
sochi kya baat hai
ye aankhon se tu dheere se sunega
kyun na rok loon main ye din yahin
kisi se bhi na kahenge hum na
yahi pe kho jayenge
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

mujhse ek pal mila
ye lamhe saare sabse chhupa lo
teri jo kahani suna chala
aur us pal mein hi
tum aa ke muhje apna bana lo
mujhko mera har ek kal mila
phoolon ka hum naa lenge bichauna
khwaabon mein kho jayenge
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

aahista aahista mujhe yakeen ho gaya
aahista aahista ye dil yahin kho gaya
yun gira gira hai chaand ya teri hai roshni
yun udi udi si hai zameen aahista ho…
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….
hua ye pehli baar ho….
mujhe ho gaya hai pyaar ho….

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

 

3 Responses to “Lyrics of Aahista aahista mujhe - Bachna Ae Haseeno”  

  1. 1 sweety

    nice lyrics… very cute song.. n ranbir is too cute love u ranbir

  2. 2 enigma

    good…..no doubt bout it……..its a kinnda song, u can listen anytime, anywhere, anyplace…….

  3. 3 Shaba

    it is a very woderful song with a beatiful lyrics

Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.