Lyrics of Aai aai yaa karun main kya - Junglee
Movie : Junglee
Actors : Shammi Kapoor and Saira Banu
Music Director : Shankar-Jaikishan
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Shailendra
Aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
kho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
koi mastana kahe koi deewana kahe
koi parwana kahe jalne ko beqarar
chaahat ka mujh pe asar main duniya se bekhabar
chalta hoon apni dagar manzil hai meri pyaar
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
kho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
ayi ayi yaa sukoo sukoo
chonko mat aye doston yun hi mujhse mat daro
mere bhole pyaar ko nadaani na samjho
haathon mein jo haath hai jeevan bhar ka saath hai
seedhi saadi baat hai kahaani na samjho
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
kho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
meri aankhon mein nasha meri baaton mein nasha
meri saanso mein nasha behka main bin piye
ghutati ghutati bebasi sehmi sehmi har ghadi
bin chaahat kya zindagi jeeta main kis liye
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
kho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
sukoo sukoo
aai aai yaa karun main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo
Most Popular Items:
- Lyrics of Aai aai yaa karun main kya - Junglee
- Lyrics of Kya karun haule haule - Wake Up Sid
- Lyrics of Kisse pyaar karoon - Kisse Pyaar Karoon
- Lyrics of Tujhe main pyar karoon - 1920
- Lyrics of Chaahe koi mujhe junglee kahe - Junglee
- Lyrics of Tujh Mein Rab Dikhta Hai - Rab Ne Bana Di Jodi
- Lyrics of Mast baharon ka main aashiq - Farz
- Lyrics of Hey bhai tu bata main karun - Sorry Bhai
- Lyrics of Assalaam Vaalekum - Aap Ka Suroor - The Real Love Story
- Lyrics of Dhadkane kehti hain - Lottery
- Lyrics of Ye chand sa roshan chehra - Kashmir Ki Kali
- Lyrics of Ye chand sa roshan chehra - Kashmir Ki Kali
- Lyrics of Nazar lage na tumhe kisi ki - A Wednesday
- Lyrics of Itna to yaad hai mujhe - Mehboob Ki Mehndi
- Lyrics of Ek to sharab kam - Maan Gaye Mughal-E-Azam
- Lyrics of Kashmir ki kali hoon main - Junglee
- Lyrics of Vaada tera vaada - Dushman
- Lyrics of Kaash mere hote - Kaash Mere Hote
- Lyrics of Bebo dil mera le lo - Kambakkht Ishq
- Lyrics : ‘ Chalo jaane do’ from Bhootnath

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply