Lyrics of Aaj ki raat khona hai kya - Don - The Chase Begins Again

Advertisements



Movie : Don - The Chase Begins Again
Actors : Shahrukh Khan, Priyanka Chopra and Arjun Rampal
Music Director : Shankar-Ehsaan-Loy
Singers : Alisha Chinoy, Mahalaxmi Iyer & Sonu Nigam
Lyricist : Javed Akhtar

Shaam hai jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai man bhi hai pighla hua
chhaayi hai rangeeniyaan
phir bhi hai betaabiyaan
kyun dhadakta hai dil
kyun ye kehta hai dil
deewano ko ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya

do ghadi mein hi yahaan jaane kya ho gaya
jo hamesha tha mera dil mera ho gaya
kaun kis ke dil mein hai faisla hoga
faisla hai yahi jeet hogi meri
deewaano ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya

aao main tumse kahun baat chup ke se
rang badlegi pal mein raat chup ke se
tum ko le jaunga phir saath chup ke se
jaaoge tum kahaan dekho main hoon yahaan
deewaano ab tak nahi hai ye pata
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya
aaj ki raat
khona hai kya
paana hai kya khona hai kya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Aaj ki raat khona hai kya - Don - The Chase Begins Again”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.