Lyrics of Aaj mausam bada beimaan hai - Loafer


Movie : Loafer
Actors : Dharmendra and Mumtaz
Music Director : Laxmikant-Pyarelal
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Anand Bakshi

Ho aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam
ho aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam
aane wala koi toofan hai
koi toofaan hai aaj mausam
ho aaj mausam bada beimaan hai bada
beimaan hai aaj mausam

kya hua hai hua kuchh nahi hai
kya hua hai hua kuchh nahi hai
baat kya hai pata kuchh nahi hai
mujhse koi khata ho gayi to
isme meri khata kuchh nahi hai
khoobsurat hai tu rut jawan hai
aaj mausam ho aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam

kaali kaali ghata dar rahi hai
kaali kaali ghata dar rahi hai
thandi aahein hawa bhar rahi hai
sabko kya kya ghumaan ho rahe hain
har kali hum pe shaq kar rahi hai
phoolon ka dil bhi kuchh badgumaan hai
aaj mausam ho aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam

aye mere yaar aye husn waale
aye mere yaar aye husn waale
dil kiya maine tere hawaale
teri marzi pe ab baat thehri
jeene de chaahe tu maar daale
tere haathon mein ab meri jaan hai
aaj mausam ho aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam
aane wala koi toofan hai koi
toofan hai aaj mausam
ho aaj mausam bada beimaan hai bada
beimaan hai aaj mausam




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.