Lyrics of Aaja aayi bahaar - Rajkumar

Advertisements



Movie : Rajkumar
Actors : Shammi Kapoor and Sadhana
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Hasrat Jaipuri

Aaja aayi bahaar dil hai beqaraar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja aayi bahaar dil hai beqaraar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja

jhokon se jab bhi chale purvaayi
jhonkon se jab bhi chale purvaayi
tan mera toote
tan mera toote aayi angdayi
aayi angdayi
dekhoon baar baar tera intezaar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja aayi bahaar dil hai beqaraar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja

man mein sunu main teri muraliyan
man mein sunu main teri muraliyan
naachun main chham chham
naachun main chham chham
baaje payaliya
baaje payaliya dil ka taar taar
teri kare pukaar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja aayi bahaar dil hai beqaraar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja

jal ki machhariya jal mein hain pyasi
jal ki machhariya jal mein hain pyasi
khushiyon ke din hain
khushiyon ke din hain
phir bhi udaasi
phir bhi udaasi lekar mera pyar
aaja ab ke baar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja aayi bahaar dil hai beqaraar
o mere rajkumar tere bin raha na jaaye
aaja




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Aaja aayi bahaar - Rajkumar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.