Lyrics of Aaja aish kar le - Jashnn
Movie : Jashnn
Actors : Adhyayan Suman and Anjana Sukhani
Music Director : Sharib Sabri & Toshi Sabri
Singers : Sharib Sabri & Toshi Sabri
Lyricist : Kumaar
Aaja aish kar le
aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
aaja aish kar le
aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
wallet ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
wallet ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le
aaja aish kar le
aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
gaadi ke bonut pe hum to eent bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
gaadi ke bonut pe hum to eent bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
bin fikar hai jeena changa hai ye dil to mast malanga hai
uspe yaaron ka mela hai ab tu kyun yaar akela hai
aaja aish kar le
aish kar le aish kar le aaja
chand ke jaise ek din yaaron hum bhi chamkenge
naam hamare duniya kehothon pe khankenge
chand ke jaise ek din yaaron hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke hothon pe khankenge
hum hope kabhi na chhodenge in sapno ko na todenge
ab khud ko na control kare is khushi mein rock n roll kare
aaja aish kar le
aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
aaja aish kar le
aish kar le aish kar le
aaja aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le
aaja aish kar le
Most Popular Items:
- Lyrics of Aaja aaja main hun pyar - Teesri Manzil
- Lyrics of Aaja aaja main hun pyar tera - Teesri Manzil
- Lyrics of Saadi aish beli aish - Toss
- Songs of Jashnn
- Lyrics of Aaja re o mere dilbar - Noorie
- Lyrics of Jimmy jimmy aaja aaja - Disco Dancer
- Lyrics of Jashn hai josh hai - Kal Kisne Dekha
- Lyrics of Aaja maahi aaja - 8×10 Tasveer
- Lyrics of Aaye lo pyar ke din - Khel Khel Mein
- Sanjay and Aish to star in Mani’s next
- A rivalry brewing between Aish and Kat
- Lyrics of Main chala main chala - Jashnn
- Money was no reason for saying no to DPL: Aish
- Lyrics of Jai ho jai ho - Slumdog Millionaire
- Aish ahead in the race with Sush
- Aish rakes in big bucks from ads
- Lyrics of Tujh ko pukaare mera pyaar - Neel Kamal
- Lyrics of Dard e tanhaayi mein - Jashnn
- Lyrics of Ye mausam aaya hai - Aakraman
- Meet the new and improved Adhyayan Suman

No Responses to “Lyrics of Aaja aish kar le - Jashnn”
Please Wait
Leave a Reply