Lyrics of Aaja milke hum baat le - Chamku
Movie : Chamku
Actors : Bobby Deol, Priyanka Chopra, Arshad Warsi, Ritesh Deshmukh, Irrfan Khan, Rajpal Yadav and Arya Babbar
Music Director : Monty Sharma
Singers : Shreya Ghoshal and Shail
Lyricist : Sameer
O haan hey haan…
O haan hey haan…
Na naa naa…
Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan
Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Na koi khushboo thi
Na koi mausam tha
Har lamha zindagi veeran thi
Chaaron taraf sirf ghum ka andhera
Tha tanha tha har khushi anjaan thi
Tujhko paa ke khone lagi ab door tak faili hui veeraniyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan
Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan
Zulfon ke saaye mein tera basera ho
Palko mein din dhale ab raaton ko
Main alvida keh doon
Saare zamane ko sochun na
Tu mere jab saath ho
Hum zubaan se jo na kahe
Wo keh rahi ye wadiyaan khamoshiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan
O Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Dhadkano mein bajne lagi ansuni shehnaiyaan
Saj rahi hai ab aankhon mein pyar ke khwaabon ki parchhaiyaan
O Aaja milke hum baat le dooriyan tanhaiyaan
Most Popular Items:
- Songs of Chamku
- Lyrics of Aaja aaja main hun pyar - Teesri Manzil
- Lyrics of Aaja aaja main hun pyar tera - Teesri Manzil
- Lyrics of Jashn hai josh hai - Kal Kisne Dekha
- Lyrics of Maahi Aaja Re Maahi - Raaz - The Mystery Continues
- Lyrics of Tumse milke aisa laga - Parinda
- Lyrics of Aaja aa bhi ja - E M I
- Lyrics of Aaja re o mere dilbar - Noorie
- Lyrics of Jimmy jimmy aaja aaja - Disco Dancer
- Lyrics of Aaja maahi aaja - 8×10 Tasveer
- Lyrics of Aaye lo pyar ke din - Khel Khel Mein
- Songs of Bobby Deol
- Lyrics of Jai ho jai ho - Slumdog Millionaire
- Lyrics of Dukh ke badri ab chhat - Chamku
- Lyrics of Gola gola piya bhaang - Chamku
- Lyrics of Aaja shaam hone aayi mausam - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Tujh ko pukaare mera pyaar - Neel Kamal
- Lyrics of Ye mausam aaya hai - Aakraman
- Lyrics of Aaja aish kar le - Jashnn
- Lyrics of Bhor Bhayi Tori Baat Takat Piya - Dilli 6

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply