Lyrics of Aaja shaam hone aayi mausam - Maine Pyar Kiya


Movie : Maine Pyar Kiya
Actors : Salman Khan and Bhagyashree
Music Directors : Ram Lakshman
Singers : Lata Mangeshkar and S P Balasubrimanyam
Lyricist : Dev Kohli, Assad Bhopali

Aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaayi
aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaayi
to kis baat ki hai ladaayi
tu chal main aayi
tu chal main aayi
aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaayi
to kis baat ki hai ladaayi
tu chal main aayi no no
tu chal main aayi

baja kya hai dekho zara tum ghadi
guzar jaaye na prem ki ye ghadi
baja kya hai dekho zara tum ghadi
guzar jaaye na prem ki ye ghadi
aati hoon thoda sa dheeraj dharo
laga dungi main prem ki phir jhadi
utni hi door hai tu jitni kareeb hai
tere mere pyaar ka kissa ajeeb hai
dhat tere ki
ab to jaan pe ban aayi ye hai pyaar ki gehraayi
ab to jaan pe ban aayi ye hai pyaar ki gehraayi
to kis baat ki hai ladaayi
tu chal main aayi my god
tu chal main aayi come soon yaar

bahut ho chuki hai teri dillagi
chali aao ab shaam dhalne lagi
hey bahut ho chuki hai teri dillagi
chali aao ab shaam dhalne lagi
mere dil mein kitni umange bhari
tumhe main bataati hoon aa kar abhi
haan haan mera jaadu chal gaya
tera chehra khil gaya
peechhe peechhe main chali aage aage tu chala
dhat tere ki
to kar do sab ko tum good bye maine pyaar kiya main aayi
kar do sab ko tum good bye maine pyaar kiya main aayi
to kis baat ki hai ladaayi
tu chal main aayi make it fast
tu chal main aayi oh come on




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.