Lyrics of Aanewala pal jaanewala hai - Golmaal

Advertisements



Movie : Golmaal
Actors : Amol Palekar, Bindiya Goswami and Utpal Dutt
Music Director : Rahul Dev Burman
Singer : Kishore Kumar
Lyricist : Gulzar

Aanewala pal jaanewala hai
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to is mein zindagi bita do
pal jo ye jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to is mein zindagi bita do
pal jo ye jaanewala hai

ek baar yun mili maasoom si kali
ek baar yun mili maasoom si kali
ho khilte hue kahaan uspaash mein chali
dekha to yahi hai
dhoonda to nahin hai
pal jo ye jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to is mein zindagi bita do
pal jo ye jaanewala hai

ek baar waqt se lamha gira kahin
ek baar waqt se lamha gira kahin
wahan daastan mili lamha kahin nahi
thoda sa hasa ke
thoda sa rula ke
pal ye bhi jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to is mein zindagi bita do
pal jo ye jaanewala hai
aanewala pal jaanewala hai
aanewala pal jaanewala hai
hmmmmmmm…………..




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Aanewala pal jaanewala hai - Golmaal”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.