Lyrics of Aap ka muskurana ghazab dha gaya - Anokhi Ada

Advertisements



Movie : Anokhi Ada
Actors : Jeetendra, Vinod Khanna and Rekha
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri

Haal kya hai dilo ka na poochho sanam
haal kya hai dilo ka na poochho sanam
aap ka muskurana ghazab dha gaya
haal kya hai dilo ka na poochho sanam
aap ka muskurana ghazab dha gaya
ik to mehfil tumhaari haseen kam na thi
ik to mehfil tumhaari haseen kam na thi
us pe mera taraana ghazab dha gaya
ik to mehfil tumhaari haseen kam na thi
us pe mera taraana ghazab dha gaya
haal kya hai dilo ka na poochho sanam

ab to lehraaya masti bhari chhaaon mein
ab to lehraaya masti bhari chhaaon mein
bandh do chaahe ghunghroo mere paanv mein
bandh do chaahe ghunghroo mere paanv mein
main behakta nahi tha magar kya karoon
main behakta nahi tha magar kya karoon
aaj mausam suhaana ghazab dha gaya

main behakta nahi tha magar kya karoon
aaj mausam suhaana ghazab dha gaya
haal kya hai dilo ka na poochho sanam
har nazar uth rahi hai tumhaari taraf
har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai
har nazar uth rahi hai tumhaari taraf

aur tumhaari nazar hai hamaari taraf
aur tumhaari nazar hai hamaari taraf
aankh uthaana tumhaara to phir theek tha
aankh uthaana tumhaara to phir theek tha
aankh utha kar jhukana ghazab dhaa gaya
aankh uthaana tumhaara to phir theek tha
aankh utha kar jhukana ghazab dhaa gaya
haal kya hai dilo ka na poochho sanam

mast aankho ka jaadoo jo shaamil hua
mast aankho ka jaadoo mast aankho ka jaadoo
mast aankho ka mast aankho ka jaado
jo shaamil hua
mera gaana bhi sunne ke kaabil hua
mera gaana bhi sunne ke kaabil hua
jis ko dekho wahi aaj behosh hai
jis ko dekho wahi aaj behosh hai
aaj to main deewana ghazab dhaa gaya
jis ko dekho wahi aaj behosh hai
aaj to main deewana ghazab dhaa gaya
ik to mehfil tumhaari haseen kam na thi
us pe mera taraana ghazab dha gaya
haal kya hai dila ka na poochho sanam




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Aap ka muskurana ghazab dha gaya - Anokhi Ada”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.