Lyrics of Aayi zanjeer ki jhankar - Razia Sultan
Movie : Razia Sultan
Actors : Dharmendra and Hema Malini
Music Director : Khayyam
Singers : Kabban Mirza
Lyricist : Jaan Nissar Akhtar
Khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankar
khuda khair kare
dil hua kis ka giraftar khuda khair kare
aayi zanjeer ki jhankar
jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzra
jaane ye kaun
jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzra
ek qayamat hui bedaar
ek qayamat hui bedaar khuda khair kare
lamha lamha meri aankhon mein khinchi jaati hai
lamha lamha meri aankhon mein khinchi jaati hai
ek chamakti hui talwaar khuda khair kare
ek chamakti hui talwaar
ek chamakti hui talwaar
khoon dil ka na chhalak jaaye kahin aankhon se
khoon dil ka na chhalak jaaye meri aankhon se
ho na jaaye kahin izhaar
ho na jaaye kahin izhaar
ho na jaaye kahin izhaar khuda khair kare
Most Popular Items:
- Top songs of Razia Sultan
- Lyrics of Aye dil e nadaan - Razia Sultan
- Lyrics of Dil jo na keh saka - Bheegi Raat
- Lyrics of Tera hijr mera naseeb hai - Razia Sultan
- Hit songs of Ek Number Ka Chor
- Lyrics of Aayi aayi aayi yappa - Goodluck
- Songs of Sultanat
- Lyrics of Aayi ab munni ki baari - Welcome to Sajjanpur
- Songs of Payal Ki Jhankar
- Lyrics of Mere ghar aayi ek nanhi - Kabhi Kabhie
- Lyrics of Chitthi aayi hai aayi hai - Naam
- Lyrics of Tujhe yaad na meri aayi - Kuch Kuch Hota Hai
- Hit songs of Ajooba
- Lyrics of Apalam chapalam chap laayi - Azaad
- Songs of Kasam Suhag Ki
- Lyrics of Aaja shaam hone aayi mausam - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Chhun chhun karti aayi chidiya - Ab Dilli Door Nahi
- Top musical hits of Pankaj Udhas
- Lyrics of Hum premi prem karna jaane - Parvarish
- Lyrics of Aaja aayi bahaar - Rajkumar

No Responses to “Lyrics of Aayi zanjeer ki jhankar - Razia Sultan”
Please Wait
Leave a Reply