Lyrics of Ajnabi khwaab mein - Superstar

Advertisements



Movie : Superstar
Actors : Kunal Khemu and Tulip Joshi
Music Director : Shamir Tandon, Abhijit Vaghani
Singers : Raaj
Lyricist : Shabbir Tandon

Ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin
ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin

raat din main jagata hun beete pal ko sochta hun
har kadam ko dekhta hun main
raat din main jagata hun beete pal ko sochta hun
har kadam ko dekhta hun main
ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin
kuch to naya ehsaas hai jo mera man ud raha
roke se bhi rukta nahi kis or ye mud raha
boonde giri khwahishon ki
to main ek pal bhi na khud mein raha
ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin

khushboo ghuli jazbaat mein jaane paheli hai kya
baithe hue socha karun ye kya mujhe ho gaya
jhonka koi ek anjaan sa dhadkano ko meri chhoo raha
ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin
raat din main jagata hun beete pal ko sochta hun
har kadam ko dekhta hun main
raat din main jagata hun beete pal ko sochta hun
har kadam ko dekhta hun main
ajnabi khwaab mein dekha tha jo
ho tum wahi
dil mujhe le chala chal pada
main to wahin




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Ajnabi khwaab mein - Superstar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.