Lyrics of Akele akele kahaan ja - An Evening In Paris


Movie : An Evening In Paris
Actors : Shammi Kapoor and Sharmila Tagore
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Shailendra

Akele akele akele akele kahaan ja rahe ho rahe ho rahe ho
akele akele kahaan ja rahe ho
hamein saath le lo jahaan ja rahe ho
akele akele kahaan ja rahe ho
hamein saath le lo jahaan ja rahe ho
akele akele kahaan ja rahe ho

koi mit raha hai tumhe kuchh pata hai
koi mit raha hai tumhe kuchh pata hai
tumhara hua hai tumhe kuchh pata hai
tumhara hua hai tumhe kuchh pata hai
ye kya mazra hai tumhe kuchh pata hai
akele akele

tadapta na chhodo meri jaan ho tum
tadapta na chhodo meri jaan ho tum
ye mukhda na modo meri jaan ho tum
ye mukhada na modo meri jaan ho tum
mera dil na todo meri jaan ho tum
akele akele

koi rok lega to phir kya karoge
koi rok lega to phir kya karoge
kadam thaam lega to phir kya karoge
kadam thaam lega to phir kya karoge
khushamad karega to phir kya karoge
akele akele kahaan ja rahe ho
hamein saath le lo jahaan ja rahe ho
akele akele kahaan ja rahe ho
hamein saath le lo jahaan ja rahe ho
akele akele kahaan ja rahe ho
akele akele akele akele kahaan ja rahe ho
rahe ho rahe ho
akele akele akele akele kahaan ja rahe ho
rahe ho rahe ho




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.