Lyrics of Akele hain to kya ghum hai - Qayamat Se Qayamat Tak
Movie : Qayamat Se Qayamat Tak
Actors : Aamir Khan, Juhi Chawla
Music Directors : Anand-Milind
Singers : Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Akele hain to kya ghum hai
chaahe to humare bas mein kya nahi
bas ek zara saath ho tera
tere to hain hum kab se sanam
akele hain to kya ghum hai
chaahe to humare bas mein kya nahi
bas ek zara saath ho tera
tere to hain hum kab se sanam
akele hain to kya ghum hai
ab ye nahi sapna ye sab hai apna
ab ye nahi sapna ye sab hai apna
ye jahan pyar ka chhota sa ye aashiyan bahaar ka
bas ek zara sath ho tera
tere to hain hum kab se sanam
akele hain to kya ghum hai
fir nahi tootega hum pe koi toofan
fir nahi tootega hum pe koi toofan
saajna dekhna har toofan ka main karungi saamna
bas ek zara saath ho tera
tere to hain hum kab se sanam
akele hain to kya ghum hai
ab to mere saajan beetega har din
ab to mere saajan beetega har din
pyar ki baahon mein rang jayegi rut teri adaaon mein
bas ek zara saath ho tera
tere to hain hum kab se sanam
akele hain to kya ghum hai
chaahe to humare bas mein kya nahi
bas ek zara saath ho tera
Most Popular Items:
- Top bollywood songs of Qayamat Se Qayamat Tak
- Lyrics of Maria maria senorita maria - Partner
- Lyrics of Aye mere humsafar - Qayamat Se Qayamat Tak
- Songs of Qayamat
- Lyrics of Daal mein kaala ya phir - Golmaal - Fun Unlimited
- Lyrics of Akele akele kahaan ja - An Evening In Paris
- Top bollywood songs picturised on Aamir Khan
- Songs of Josh
- Lyrics of Dekho kasam se - Tumsa Nahi Dekha
- Songs of Ishaa Koppikar
- Lyrics of Milti Hai Zindagi Mein - Aankhein
- Lyrics of Milti hai zindagi mein - Aankhein
- Top bollywood songs picturised on Neha Dhupia
- Lyrics of Tum akele to kabhi - Aao Pyaar Karen
- Songs of Qayamat : City Under Threat
- Lyrics of Aayi zanjeer ki jhankar - Razia Sultan
- Lyrics of Aye dil e nadaan - Razia Sultan
- Songs of Mr. Natwarlal
- Top bollywood songs of Udit Narayan
- Lyrics of Uthe sab ke kadam - Baaton Baaton Mein

No Responses to “Lyrics of Akele hain to kya ghum hai - Qayamat Se Qayamat Tak”
Please Wait
Leave a Reply