Lyrics of Allah haafiz keh raha - Bhool Bhulaiya


Movie : Bhool Bhulaiya
Actors : Akshay Kumar, Shiney Ahuja and Vidya Balan
Music Directors : Pritam Chakroborty
Singers : K K

Lyricist : Sameer

O raahi chal o raahi chal
o raahi chal o raahi chal
zindagi ka safar ajnabi ajnabi
saanso ki rehguzar ajnabi
na tujhe hai khabar na mujhe hai khabar
chal rahe hum magar ajnabi
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal
o raahi chal o raahi chal
chalte jaana hai o raahi
chalte jaana hai
chalte jaana hai zindagi
chalte jaana hai o raahi
chalte jaana hai
raste ho bhale ajnabi

har nazaara har ishaara naya naya hai
kaun jaane hai sabera kahaan
zarra zarra lamha lamha naya hai
kaun jaane hai basera kahaan
har shehar har dagar ajnabi ajnabi
har nisha har pehar ajnabi
na tujhe hai khabar na mujhe hai khabar
chal rahe hum magar ajnabi
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal
o raahi chal

dhoop chhaaya mauj dariya juda juda hai
kaun jaane hai kinaara kahaan
saare mausam saare aalam juda juda hai
kaun jaane hai guzaara kahaan
har ghadi har dagar ajnabi ajnabi
har pehar har lehar ajnabi
na tujhe hai khabar na mujhe hai khabar
chal rahe hum magar ajnabi
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal
allah haafiz allah haafiz
allah haafiz allah haafiz keh raha har pal




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.