Lyrics of Almadad shere khuda - Hastey Hastey


Movie : Hastey Hastey
Actors : Jimmy Shergill, Rajpal Yadav and Nisha Rawal
Music Director : Anu Malik
Singers : Zubin Garg
Lyricist : Sameer

Almadad shere khuda almadad shere khuda
mera yaar na ho mujh se juda
mera yaar na ho mujh se juda
almadad shere khuda
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin

aarzoo keh rahi mere mehboob ka meri nazron ko deedar de
ilteja hai yehi zindagi se mila de mujhe ya mujhe maar de
bhikhre sapne toot ke soze dil ki daag mein
dar dar bhatka main yahan dilruba ki chaah mein
sun zara sun zara dhadkano ki sada
almadad shere khuda almadad shere khuda
mera yaar na ho mujh se juda
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin

hastey hastey hastey hastey
hastey hastey hastey hastey

har ghadi har jagah sochta hoon usi ke hi baare mein ab raat din
mujh ko hai ye pata reh sakegi na wo bhi akele kahi mere bin
saaya ban ke sang hai yaadon ki parchhaiyan
har lamha dasne lagi aag si tanhaiyan
bebsi har kadam waqt hai bewafa
almadad shere khuda almadad shere khuda
mera yaar na ho mujh se juda
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
main yaar bin main yaar bin main mar jaawanga yaar bin
hastey hastey hastey hastey
hastey hastey hastey hastey




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.