Lyrics of Andaaz mera mastaana maange - Dil Apna Aur Preet Paraayi

Advertisements



Movie : Dil Apna Aur Preet Paraayi
Actors : Raj Kumar and Meena Kumari
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Lata Mangeshkar
Lyricist : Shailendra

Andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai
mera dil kahaan hai taqalina
andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai taqalina

pyaar ki kitaab hoon main
sach hoon phir bhi khwaab hoon main
dekh kar suroor aaye wo ajab sharaab hoon main
main hoon jawaani ka rangeen taraana
rangeen taraana taqalina
andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai taqalina

tujhko meri justju hai mujhko teri aarzoo hai
mere dil ka aaina tu dil ke aaine mein tu hai
humse hi roshan hai saara zamaana saara zamaana taqalina
andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai taqalina

main kidhar hoon tu kahaan hai
ye zameen ya aasmaan hai
mere tere pyaar ki ye kya ajeeb daastan hai
meetha sa ye dard bhi hai suhaana
dard suhaana taqalina
andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai taqalina

andaaz mera mastaana maange dil ka nazraana
zara soch ke aankh milaana ho jaaye na tu deewaana
ke hum bhi jawaan hain sama bhi jawaan hai
na phir hum se kehna mera dil kahaan hai taqalina




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Andaaz mera mastaana maange - Dil Apna Aur Preet Paraayi”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.