Lyrics of Apalam chapalam chap laayi - Azaad


Movie : Azaad
Actors : Dilip Kumar and Meena Kumari
Music Director : C Ramchandra
Singers : Lata Mangeshkar and Usha Mangeshkar
Lyricist : Rajendra Krishna

Apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re

bada majaboor kiya haaye tere pyaar ne
maar diya maar diya haaye tere pyaar ne
bada majaboor kiya haaye tere pyaar ne
maar diya maar diya haaye tere pyaar ne
ab pachhtaaye dil haaye kith jaaye dil
ab pachhtaaye dil haaye kith jaaye dil
kaahe ko ye aag lagayi re lagayi re lagayi re
apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re

tedha medha khel hai ye pyaar jo main janti
bhool ke bhi baat kabhi dil ki na manti
tedha medha khel hai ye pyaar jo main janti
bhool ke bhi baat kabhi dil ki na manti
dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
dil beimaan hua, dekho ji paraya hua
roye roye jaan ganvayi re ganvayi re ganvayi re
apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re

daga dene wala dekho kaisa daga de gaya
chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
daga dene wala dekho kaisa daga de gaya
chhod gaya yaad aur dil mera le gaya
maine hi kusoor kiyaa aise ko jo dil diya
maine hi kusoor kiyaa aise ko jo dil diya
sudh budh sab bisarayi re
apalam chapalam
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.