Lyrics of Are deewano mujhe pehchano - Don
Movie : Don
Actors : Amitabh Bachchan and Zeenat Aman
Music Director : Kalayanji Anandji
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Indeewar
Are deewano mujhe pehchaano
kahan se aaya main hoon kaun
are deewano mujhe pehchaano
kahan se aaya main hoon kaun
main hoon kaun main hoon kaun
main hoon main hoon main hoon kaun
don don don don don
main hoon don main hoon don
main hoon main hoon main hoon don
are tumne jo
dekha hai
socha hai samjha hai jaana hai
wo main nahi wo main nahi
logo ki nazron ne
mujh ko yahan jo bhi maana hai
wo main nahi wo main nahi
awaara badal ko saudayi paagal ko
duniya main samjha hai kaun
are deewano mujhe pehchaano
zara pehchano main hoon don
are yaaron ka wo yaar hoon
yaari mein ye jaan luta de jo
main hoon wohi main hoon wohi
dushman ka dushman hun wo
dushman ke chhakke chhuda de jo
main hoon wohi main hoon wohi
tum jaano na jaano maine to jaana hai
mehfil mein kaisa hai kaun
are deewano mujhe pehchaano
zara pehchano main hoon don
are maine kya socha hai
kya khwaab hai meri aankhon mein
tum jaano na tum jaano na
maine bhi badla hai
kya rang baaton hi baaton mein
tum jaano na tum jaano na
chehre pe chehra hai parde pe parda hai
duniya mein samjha hai kaun
are deewano mujhe pehchaano
zara pehchaano main hoon don
main hoon don main hoon don
main hoon main hoon main hoon don
Most Popular Items:
- Rakhi Sawant in for an image makeover
- Lyrics of Pyar ki chatni chata de - Phir Hera Pheri
- Songs of Don
- Lyrics of Mujhe teri zaroorat hai - Ek Aadat
- Lyrics of Shaam dhalte hi raat bhar - Ek Aadat
- Lyrics of Kabhi mujhe mile - Three - Love Lies And Betrayal
- Lyrics of Aur is dil mein kya rakha hai - Imaandar
- Lyrics of Aur is dil mein - Imaandar
- Lyrics of Tum mujhe yun bhula na paaoge - Pagla Kahin Ka
- Lyrics of Mujhe buddha mil gaya - Sangam
- Lyrics of Aashiyana mera hai yahaan - Fashion
- Lyrics of Aapki nazro ne samjha pyaar ke - Anpadh
- Lyrics of Itna to yaad hai mujhe - Mehboob Ki Mehndi
- Lyrics of Aahista aahista mujhe - Bachna Ae Haseeno
- Lyrics of Mujhe teri mohabbat ka - Aap Aaye Bahaar Aayi
- Mujhe teri mohabbat ka lyrics from Aap Aaye Bahaar Aayi
- Lyrics of Ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye - Kati Patang
- Lyrics of Bolo om shanti om - Karz
- Lyrics of Ehsaan tera hoga mujh par - Junglee
- Lyrics: ‘Khawabon Se’ of Rama Rama Kya Hai Drama

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply