Lyrics of Assalaam Vaalekum - Aap Ka Suroor - The Real Love Story

Advertisements



Movie : Aap Ka Suroor - The Real Luv Story
Actors : Himesh Reshammiya and Hansika Motwani
Music Director : Himesh Reshammiya
Singers : Himesh Reshammiya
Lyricist : Sameer

Assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
har insaan ne kabhi na kabhi
kisi na kisi se pyaar kiya hai
maine aap sab ne to usi pyaar ke naam zindagi qurbaan
mohtarma
jab aaye saamne nazro ke tum mohtarma
hosho hawaas mere ho jaaye gum
jab aaye saamne nazro ke tum mohtarma
hosho hawaas mere ho jaaye gum
duayein karun main sajda karun
yahi main kahun assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
mohtarma
jab aaye saamne nazro ke tum mohtarma
hosho hawaas mere ho jaaye gum
jab aaye saamne nazro ke tum mohtarma
hosho hawaas mere ho jaaye gum
duayein karun main sajda karun yahi main kahun
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam
teri kashish tadpaati hai dard e dil ye badhati hai
betaabi ke aalam se sehno jaan ye tarsaati hai
awaara armaano ki manzil tum
deewane lamho ki ho mehfil tum
awaara armaano ki manzil tum
deewane lamho ki ho mehfil tum
mere jazbaat mein tum ho rawa mohtarma
tum pe qurbaan hai dil ka jahaan mohtarma
mere jazbaat mein tum ho rawa mohtarma
tum pe qurbaan hai dil ka jahaan mohtarma
duayein karun main sajda karun yahi main kahun
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam

yaadon ki tanhaayi mein jazbon ki gehraayi mein
ehsaason ki sargarmi hai tere khwaabon ki parchhaayi mein
dard e mohabbbat ka hai ye jadoo betabiyaan hai meri bekaboo
dard e mohabbbat ka hai ye jadoo betabiyaan hai meri bekaboo
tumse deewangi ka hai nasha mohtarma
pehle deedar se mein hoon fida mohtarma
tumse deewangi ka hai nasha mohtarma
pehle deedar se mein hoon fida mohtarma
duayein karun main sazda karun yahi main kahun
assalaam vaalekum vaalekum assalaam
assalaam vaalekum vaalekum assalaam mohtarma




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Assalaam Vaalekum - Aap Ka Suroor - The Real Love Story”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.