Lyrics of Baawari hoon main - Dekh Bhai Dekh

Advertisements



Movie : Dekh Bhai Dekh
Actors : Siddharth Koirala and Gracy Singh
Music Director : Abuzar, Nayab and Shahdaab Bhartiya
Singers : Raja Hasan
Lyricist : Rashid Firozabadi

Jee karta hai ud jaun main pankh laga ke aasmaan mein
jee karta hai ud jaun main pankh laga ke aasmaan mein
duniya ko na aaun nazar
baawari hoon main apni dhun mein
sudh budh saari bhooli main
paagal hoon main bin saawan ke
ab to jhoola jhooli main
jee karta hai ud jaun main pankh laga ke aasmaan mein
jee karta hai ud jaun main pankh laga ke aasmaan mein
duniya ko na aaun nazar
baawari hoon main apni dhun mein
sudh budh saari bhooli main
paagal hoon main bin saawan ke
ab to jhoola jhooli main

dhiktaana dhiktaana dhik dhik taana
dhiktaana dhiktaana dhik taana
dekho ye raahe kahaan le jaaye
ho ho ji ho dekho ye raahe kahaan le jaaye
hum to chal diye o rama hum to chal diye
sada jhilmilaye ab aashaayein khushiyon ke gul khile
o rama khushiyon ke gul khile
baawari hoon main apni dhun mein
sudh budh saari bhooli main
paagal hoon main bin saawan ke
ab to jhoola jhooli main

aayi jo hawaayein sandesa laaye ho
aayi jo hawaayein sandesa laaye
chup ke se kuchh keh jaaye
o rama chup ke se kuchh keh jaaye
palkein jhukaye hum sharmaaye
man hi man muskaaye o rama man hi man muskaaye
baawari hoon main apni dhun mein
sudh budh saari bhooli main
paagal hoon main bin saawan ke
ab to jhoola jhooli main
ho ho jee karta hai ud jaun main pankh laga ke aasmaan mein
duniya ko na aaun nazar
baawari hoon main apni dhun mein
sudh budh saari bhooli main
paagal hoon main bin saawan ke
ab to jhoola




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Baawari hoon main - Dekh Bhai Dekh”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.