Lyrics of Bade miyan deewane - Shaagird
Movie : Shaagird
Actors : Joy Mukherjee and Saira Banu
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Mohammad Rafi and Manna Dey
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe hum se suno
bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe
yahi to maloom nahi hai
hum se suno
sabse pehle suno miyan
karke varjish bano jawaan
sabse pehle suno miyan
karke varjish bano jawaan
chehra polish kiya karo
thodi maalish kiya karo
istyle se uthe kadam
seena zyada to pet kam
aye kibla ujle baalon ko rang daalo
ban jao gulfaam
bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe hum se suno
seekho kartab naye naye
fashion ke dhab naye naye
seekho kartab naye naye
fashion ke dhab naye naye
dheela dhaala libaas kyun
resham pehno kapaas kyun
fan ye jaadugari ka hai
armaan tumko pari ka hai
to kibla maaro mantar dainty ban kar
niklo waqt e shaam
bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe hum se suno
tanhaayi mein agar kahin
aa jaaye wo nazar kahin
tanhaayi mein agar kahin
aa jaaye wo nazar kahin
kahiye haathon mein haath daal
aye gul chehra pari jamaal
muddat se dil udaas hai
tere honthon ki pyaas hai
aye dilbar mere lab par kab chhalkega
tere lab ka jaam
bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe hum se suno
o bade miyan deewane aise na bano
haseena kya chaahe
yahi to maloom nahi hai
hum se suno
is tanhaayi me aye haseen
itni doori bhali nahi
aaya mausam bahar ka
rakh le dil beqaraar ka
mere haathon thon thon
mein haath daal
aye gul chehra pari jamaal
muddat se dil udaas da da..
daas hai tere honthon ki pyaas hai
aye dilbar mere lab par kab chhalkega
tere lab ka jaa jaa jaam
Most Popular Items:
- Lyrics of Bade Miyan Deewane Aise Na Bano - Shaagird
- Songs of Bade Miyan Chhote Miyan
- Lyrics of Naam Hai Sidhu Sidhu Sidhu - Chandni Chowk To China
- Lyrics of Baabuji dheere chalna - Aar Paar
- Karan and David to battle for box office supremacy
- Lyrics of Bholi soorat dil ke khote - Albela
- Lyrics of Ye fizaayein sun lo gaayein - Main Hoon Na
- Lyrics of Koi patthar se na maare - Aaja Nachle
- Lyrics of Bade natkhat hai more kangana - The Great Indian Butterfly
- Do deewane sheher mein lyrics from Gharonda
- Lyrics of Hum to tere aashiq hain - Farz
- Lyrics of Do deewane sheher mein - Gharonda
- Top songs of Shagird
- Lyrics of Deewane ka naam to poochho - An Evening In Paris
- Lyrics of Koi patthar se na maare - Laila Majnu
- Songs of Hero Hindustani
- Lyrics of Jai hanuman gyan gun - Maruti Mera Dosst
- Lyrics of hindi song ‘ Chaand sitaare’ of Kaho Naa Pyaar Hai
- Lyrics of Aankhon se bacha kar - 13B
- Lyrics of Holi ke din dil khil - Sholay

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply