Lyrics of Banphool

Advertisements



Movie : Banphool
Actors : Jeetendra and Babita
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi

Main jahaan chala jaaun
main jahaan chala jaaun bahaar chali aaye
ho mehak gaye raahon ki dhool
main banphool ban ka phool
main jahaan chala jaaun bahaar chali aaye
ho mehak gaye raahon ki dhool
main banphool ban ka phool

bairi bada zamaana
haan ho kadar meri na jaana
bairi bada zamaana kadar meri na jaana
kisi ki bhi aankhon ne mujhe nahi pahchaana
duniya gayi mujh ko bhool
main banphool ban ka phool
main jahaan chala jaaun bahaar chali aaye
ho mehak gaye raahon ki dhool
main banphool ban ka phool

phirun re main banjaara haan ho dagar dagar awaara
phirun re main banjaara dagar dagar awaara
kisi dilwaale ka dhoondhu main sahaara
mujhe koi kar le kubool
main banphool ban ka phool
main jahaan chala jaaun bahaar chali aaye
ho mehak gaye raahon ki dhool
main banphool ban kaa phool




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Banphool”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.