Lyrics of Bas yahi apradh main - Pehchan
Movie : Pehchan
Actors : Manoj Kumar and Babita Kapoor
Music Director : Shankar Jaikishan
Singers : Mukesh
Lyricist : Neeraj
Bas yahi apraadh main har baar karta hoon
bas yahi apraadh main har baar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
bas yahi apraadh main har baar karta hoon
bas yahi apraadh main har baar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
ek khilauna ban gaya duniya ke mele mein
koi khele bheed mein koi akele mein
ek khilauna ban gaya duniya ke mele mein
koi khele bheed mein koi akele mein
muskura kar bhent har sweekaar karta hoon
muskura kar bhent har sweekaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
hoon bahut nadaan karta hoon ye nadaani
bech kar khushiyaan kharidoon aankh ka paani
hoon bahut nadaan karta hoon ye nadaani
bech kar khushiyaan kharidoon aankh ka paani
haath khaali hain magar vyapaar karta hoon
haath khaali hain magar vyapaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
main basana chaahta hoon swarg dharti par
aadmi jis mein rahe bas aadmi ban kar
main basana chaahta hoon swarg dharti par
aadmi jis mein rahe bas aadmi ban kar
us nagar ki har gali taiyaar karta hoon
us nagar ki har gali taiyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
aadmi hoon aadmi se pyaar karta hoon
Most Popular Items:
- Lyrics of Bas yahi apradh main - Pehchan
- Lyrics of Ye jeevan hai is jeevan ka - Piya Ka Ghar
- Lyrics of Yahi hota pyaar hai kya - Namaste London
- Lyrics of Aage bhi jaane na tu - Waqt
- Lyrics of Baatein kuchh ankahee si - Life in a Metro
- LYrics of Ek tha murugun bada hi - Quick Gun Murgun
- Lyrics of Yahi hai tamanna - Aap Ki Parchaaiyaan
- Lyrics of Dil ibadat kar raha hai - Tum Mile
- Lyrics of Aate jaate haste gaate - Maine Pyar Kiya
- Lyrics of Na koi umang hai - Kati Patang
- Lyrics of Bhool gaya sab kuch - Julie
- Lyrics of Main chala main chala - Jashnn
- Lyrics of Haan yahi rasta hai - Lakshya
- Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan
- Lyrics of Kar le pyaar kar le - Sacha Jhootha
- Lyrics of Agar main kahun - Lakshya
- Lyrics of Dekho dekho dekho dil ye dole - Dhamaal
- Lyrics of Assalaam Vaalekum - Aap Ka Suroor - The Real Love Story
- Lyrics of Sun saajna sun saajna - Kissan
- Lyrics of Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - Umrao Jaan

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply