Lyrics of Bhanwra bhanwra aaya re - Kaminey

Advertisements



Movie : Kaminey
Actors : Shahid Kapoor and Priyanka Chopra
Music Director : Vishal Bhardwaj
Singers : Sukhwinder Singh and Kailash Kher
Lyricist : Gulzar

Ke bhanwra bhanwra aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
fatak fatak fatak fatak
ke bhanwra bhanwra aaya re fatak fatak
ke gun gun karta aaye re fatak fatak
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re fatak fatak

are sauda kare saheli ka sar pe tel chameli ka
sauda kare saheli ka sar pe tel chameli ka
kaan mein itar ka phaya re fatak fatak
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re

sun sun karta galiyon se ab tak koi na bhaaya re
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground
fakat dhar patak on the ground

ginti na karna is ki yaaron mein
aawara ghoome galiyaaron mein
ginti na karna is ki yaaron mein
aawara ghoome galiyaaron mein
ye chipku hamesha satayega
ye jaayega phir laut aayega
khoon ke maile katre hain
jaan ke saare khatar ke aaaya
ke aaaya ke aaaya raat ka jaaya re
fatak fatak ke aaya fatak
ke aaya fatak ke aaya raat ka jaaya re

jitna bhi jhoot bole thoda hai
keedon ki basti da makoda hai
jitna bhi jhoot bole thoda hai
hey keedon ki basti da makoda hai
raaton ka bichhoo hai kaatega
ye zehereela hai zeher chaatega
darwaazon mein kunde ko
dafa karo ye gunde
ye shaitaan ka saaya re fatak fatak
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
sun sun karta galiyon se
ab tak koi na bhaaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re
ke bhanwra bhanwra aaya re
gun gun karta aaya re

ye ishq nahi aasaan aji aids ka khatra hai
ho patwaar pehan jaana haaye ye aag ka dariya hai
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
ke naiya doobe na re bhanwra kaate na
naiya doobe na




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Bhanwra bhanwra aaya re - Kaminey”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.