Lyrics of Bol radha bol tune - Bol Radha Bol

Advertisements



Movie : Bol Radha Bol
Actors : Rishi Kapoor and Juhi Chawla
Music Director : Anand-Milind
Singers : Suresh Wadkar and Alka Yagnik
Lyricist : Sameer

Pehle to ladti thi kitna akadti thi
paas nahi aati thi door chali jaati thi
baatein banati thi kitna jalati thi
baatein banati thi kitna jalati thi
tevar dikhati thi is ko satati thi
tevar dikhati thi is ko satati thi
tevar dikhati thi is ko satati thi

bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
bol radha bol bol bol bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya

anhoni ko honi kar ke dikhaya
meri bechaini ko tune mitaya
anhoni ko honi kar ke dikhaya
meri bechaini ko tune mitaya
bechain tune kiya itna zyaada
teri deewani bani teri radha
main haal apna tujhe kya sunaun
bin tere laage na mora jiya
bol radha bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya

mere kishan mera insaaf kar de
tujh ko sataya mujhe maaf kar de
mere kishan mera insaaf kar de
tujh ko sataya mujhe maaf kar de
aa paas mere tujhe main saja doon
is pyar mein saari duniya bhula doon
khud ko bhula baithi main ek pal to
baahon mein jab tune mujh ko liya
bol radha bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya

apna milan to hai sadiyon purana
apna milan to hai sadiyon purana
mere kishan ab na mujh ko bhulana
aaja sanam tere sar ki kasam loon
aaja sanam tere sar ki kasam loon
tera banu ab main jab bhi janam loon
ab na ye rishta toote
ab na ye daaman chhoote
ab na ye rishta toote
ab na ye daaman chhoote
saanse chalegi jab tak hamaari
bichhdenge na ab hum sathiya
bol radha bol bol bol bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Bol radha bol tune - Bol Radha Bol”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.