Lyrics of Bolo hai na hai na - Chor Machaaye Shor
Movie : Chor Machaaye Shor
Actors : Shashi Kapoor, Mumtaz and Danny Denzongpa
Music Director : Ravindra Jain
Singers : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Inderjeet Singh Tulsi
Ek daal par tota bole
ek daal par tota bole ek daal par maina
door door baithe hain lekin
pyaar to phir bhi hai na
bolo hai na hai na hai na
ho ek daal par tota bole ek daal par maina
door door baithe hain lekin
pyaar to phir bhi hai na
bolo hai na hai na hai na
ek daal par tota bole
ye kya mujhko ho gaya saajan
kabhi roun kabhi gaaun
ped se lipti bel jo dekhun
laaj se mar mar jaaun
ye paagalpan kaisa kab se ho gaya aisa
bin batlaaye samjho saajan aaj nahi kuchh kehna
bolo hai na hai na hai na hai na
ek daal par tota bole
aandhi aaye toofan aaye
ya barse barsaatein
ik dooje mein kho jaayein hum
khatm na ho din raatein
khatm na ho din raatein
meethi pyaar ki baatein
honth agar khaamosh rahe to bol uthenge naina
bolo hai na hai na hai na hai na
ek daal par tota bole ek daal par maina
door door baithe hain lekin
pyaar to phir bhi hai na
bolo hai na hai na hai na
bolo hai na hai na hai na
bolo hai na hai na hai na
Most Popular Items:
- Lyrics of Paaon mein dori dori - Chor Machaaye Shor
- Lyrics of Hulchul hui zara shor hua - Aaja Nachle
- Top songs of Chor Machaye Shor
- Lyrics of Ek main aur ek tu - Khel Khel Mein
- Lyrics of bollywood song ‘dekho nashe main’ of Race
- Lyrics of Ghunghroo ki tarah bajta hi raha - Chor Machaye Shor
- Lyrics of Mach gaya shor sari nagri re - Khuddar
- Lyrics of Aankho hi aankho mein ishara - CID
- Lyrics of Saawan ka mahina - Milan
- Hit songs of Shashi Kapoor
- Songs of Tu Chor Main Sipahi
- Lyrics of Dilwaale dulhaniya le jayenge - Chor Machaye Shor
- Lyrics of Humko tumse ho gaya hai - Amar Akbar Anthony
- Lyrics of Bas meetha meetha bolo - Man Pasand
- Lyrics of Ye Dilli Hai Mere Yaar - Dilli 6
- Lyrics of Ye dilli hai mere yaar - Dilli 6
- Lyrics of Arre koi saaz to chhedo - Satte Pe Satta
- Lyrics of Sajan re jhoot mat bolo - Teesri Kasam
- Songs of Chor Machaye Shor
- Lyrics of Gali gali mein shor us - Baabarr

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply