Lyrics of Chaal apni baadlon ki - Sikandar

Advertisements



Movie : Sikandar
Actors : R Madhavan, Parzun Dastur, Ayesha Kapur, Sanjay Suri
Music Director : Shankar-Ehsaan-Loy
Singers : Hrishikesh Kamerkar and Hamsika Iyer
Lyricist : Kumaar

Chaal apni baadlon ki chaal hai
taal apni jharno ki taal hai
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
chaal apni baadlon ki chaal hai
taal apni jharno ki taal hai
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa

haath se thaam le
baarishein lehron ko hum rango ki dor se
baandh le saare mausam
raaste bhi ga rahe hain ansuni koi sargam
raaste bhi ga rahe hain ansuni koi sargam
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
haan pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
chaal apni baadlon ki chaal hai
taal apni jharno ki taal hai

ho…..aaj ke baad ho
usko chaalon ki baatein
din kabhi na dhale
suraj ho sab raatein
na mile hum aasuon se
ho khushi se mulakaatein
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
haan pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
chaal apni baadlon ki chaal hai
taal apni jharno ki taal hai
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi
choone aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa chaal apni




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Chaal apni baadlon ki - Sikandar”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.