Lyrics of Chhun chhun karti aayi chidiya - Ab Dilli Door Nahi

Advertisements



Movie : Ab Dilli Door Nahi
Actors : Iftekhar and Jagdeep
Music Director : Dattaram Naik
Singers : Mohammad Rafi
Lyricist : Shailendra

Chhun chhun karti aayi chidiya
chhun chhun karti aayi chidiya daal ka daana laayi chidiya
mor bhi aaya kauwa bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidhiyaa
chhun chhun karti aayi chidiya
chhun chhun karti aayi chidiya daal ka daana laayi chidiya
mor bhi aaya kauwa bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidhiyaa

bhook lagi to chidiya rani moong ki daal pakaaegi
are bhook lagi to chidiya rani
moong ki daal pakaaegi daal pakaaegi daal pakaaegi
kauwa roti laayega laake tujhe khilaayega
mor bhi aaya kauva bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidhiya

chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu
naacho kaalu naacho kaalu munna dhol bajayega
bhaalu naach dikhaayega
mor bhi aaya kauva bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidhiya

saath hamaare chale baraati
saath hamaare chale baraati main to hoon munne ka haathi
munne ka haathi munne ka haathi
seedha dilli jaunga teri dulhaniya launga
mor bhi aaya kauwa bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidiya
chhun chhun karti aayi chidiya daal ka daana laayi chidiya
mor bhi aaya kauwa bhi aaya chooha bhi aaya bandar bhi aaya
chhun chhun karti aayi chidhiyaa




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Chhun chhun karti aayi chidiya - Ab Dilli Door Nahi”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.