Lyrics of Chhup gaye saare nazaare- Do Raaste

Advertisements



Movie : Do Raaste
Actors : Rajesh Khanna and Mumtaz
Music Director : Laxmikant-Pyarelal
Singers : Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi

Chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi
tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi
tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi
mil gaye nainon se naina oye kya baat ho gayi
mil gaye nainon se naina oye kya baat ho gayi
dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi

kal nahi aana mujhe na bhulana ke maarega taana zamaana
kal nahi aana mujhe na bhulana ke maarega taana zamaana
tere honthon pe raaz ye bahana tha
gori tujhko to aaj nahi aana tha
tu chali aayi duhaai oye kya baat ho gayi
tu chali aayi duhaai oye kya baat ho gayi
maine choda zamaana tere saath ho gayi
maine choda zamaana tere saath ho gayi
o tune kaajal lagaya din mein raat hogayi

ambua ki daali pe gaaye matwaali koyalia kaali niraali
ambua ki daali pe gaaye matwaali koyalia kaali niraali
saawan aane ka kuchh matlab hoga
baadal chhaane ka koi sabab hoga
rimjhim chhaaye ghataaye oye kya baat ho gayi
rimjhim chhaaye ghataaye oye kya baat ho gayi
teri chunri lehraayi barsaat ho gayi
teri chunri lehraayi barsaat ho gayi
dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi

chhod na baiyaan padun tere paiyaan taaron ke chhaiya mein saiyaan
chhod na baiyaan padun tere paiyaan taaron ke chhaiya mein saiyaan
ek wo din tha milaati na thi tu aakhiyaan
ek din tu jaage saare saare ratiyaan
ban gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
ban gayi gori chakori oye kya baat ho gayi
jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi
ho jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi
dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi
dil ne dil ko pukaara mulakaat ho gayi




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Chhup gaye saare nazaare- Do Raaste”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.