Lyrics of Chunar chunar bechain from Kisse Pyaar Karoon


Movie : Kisse Pyaar Karoon
Actors : Arshad Warsi, Ashish Chaudhary, Aarti Chhabria, Udita Goswami and Yash Tonk
Music Director : Dabboo Malik
Singers : Rahul Vaidya and Shreya Ghoshal
Lyricist : Praveen Bhardwaj

Chunar chunar
bechain hokar tu milne jo aayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar
chunar chunar
ho….bechain hokar tu milne jo aayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
bairan hawa ne dhoka diya re re re
bairan hawa ne dhoka diya re

chand jaise mukhde ko dekha piya ne
chunar chunar chunar chunar
chahat ye meri kya rang laayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar chunar chunar
deewana dil hai deewani dhadkan
ye haal tumko batayega kangan
khanan khanan khanan khanan
ho betaab rehta har pal mera mann
pagal banaaye teri payal ki
chhan chhan chhanan chhanan
lagti hai tum bin ye duniya paraayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar chunar chunar
bechain hokar tu milne jo aayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar chunar chunar

jab se lagi meri tumse lagan
behti hawaayein chalti hain san san
sanan sanan sanan sanan
ho…….chhoote kabhi na mohabbat ka daaman
janmo janam rahe tu mera saajan
sajan sajan sajan sajan
mehki tamanna hai rut muskuraayi
bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar chunar chunar
bechain hokar milne jo aayi
haaye bairan hawa ne chunariya udaayi
chunar chunar chunar chunar
bairan hawa ne dhoka diya re re
ho bairan hawa ne dhoka diya re
chand jaise mukhde ko dekha piya ne
chunar chunar chunar chunar
chahat ye meri kya rang laayi
haaye bairan hawa ne chunariya udaayi
bairan hawa ne chunariya udaayi




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.