Lyrics of Dam dam diga diga - Chhaliya

Advertisements



Movie : Chhaliya
Actors : Raj Kapoor and Nutan
Music : Kalyanji Anandji
Singers : Mukesh
Lyricist : Qamar Jalalabadi

Dam dam diga diga mausam bheega bheega
dam dam diga diga mausam bhiga bhiga
bin piye main to gira main to gira main to gira
haaye allah
soorat aap ki subhaan allah haaye allah
soorat aap ki subhaan allah
dam dam diga diga mausam bhiga bhiga
bin piye main to gira main to gira main to gira
haaye allah
soorat aap ki subhaan allah haaye allah
soorat aap ki subhaan allah

teri ada waah waah kya baat hai
haaye teri ada
are teri ada waah waah kya baat hai
ankhiyaan jhuki jhuki baatein ruki ruki
ankhiyaan jhuki jhuki baatein ruki ruki
dekho koi re aaj lut gaya haaye allah
soorat aap ki subhaan allah haaye allah
soorat aap ki subhaan allah
dam dam diga diga mausam bhiga bhiga
bin piye main to gira main to gira main to gira
haaye allah
soorat aap ki subhaan allah haaye allah
soorat aap ki subhaan allah

sanam hum maana gareeb hain
haaye sanam hum aji sanam hum maana gareeb hain
naseeba khota sahi banda chhota sahi
naseeba khota sahi banda chhota sahi
dil ye khazaana hai pyaar ka haaye allah
soorat aap ki subhaan allah
haaye allah
soorat aap ki subhaan allah
dam dam diga diga mausam bhiga bhiga
bin piye main to gira main to gira main to gira
haaye allah
soorat aap ki subhaan allah haaye allah
soorat aap ki subhaan allah




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Dam dam diga diga - Chhaliya”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.