Lyrics of Deewana ab dil na maane - Suno Na

Movie : Suno Na
Actors : Dharmendra Gohil and Tara Sharma
Music Director : Sanjoy Chowdhary
Singers : Shaan
Lyricist : Yogesh

Deewana ab dil na maane ye dekhe sapne suhaane
deewana ab dil na maane ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chhupana mile tum to maine ye jaana

meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara

haan ye mausan jawan ye nazaara karta hai hamein kuchh ishaara

phir kyun na mil ke kahe raaz dil ke
khabar kya ye manzar na ha kal dobara
phir kyun na mil ke kahe raaz dil ke
khabar kya ye manzar na ha kal dobara
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara
deewana ab dil na maane ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chhupana mile tum to maine ye jaana

main raahi tu hai sitaara main kashti tu hai kinaara

hoon kashmkash mein nahi mere bas mein
mera dil sulagta hai jaise sharaara
hoon kashmkash mein nahi mere bas mein
mera dil sulagta hai jaise sharaara
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara
deewana ab dil na maane ye dekhe sapne suhaane
ye tumse hai ab kya chhupana mile tum to maine ye jaana
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara
meri dhadkano ne to har baar tumko pukaara
ke har saans ab naam lene lagi hai tumhara

Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 
No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.