Lyrics of Dhal gaya din ho gayi - Humjoli


Movie : Humjoli
Actors : Jeetendra and Leena Chandavarkar
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Mohammad Rafi and Asha Bhonsle
Lyricist : Anand Bakshi

Dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai
abhi abhi to aayi ho
abhi abhi jaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai
abhi abhi to aayi ho
abhi abhi jaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai

sitam mere dil pe jo dhaaye
kasam lage us ko meri jo jaaye
sitam mere dil pe jo dhaaye
kasam lage us ko meri jo jaaye
na aise dekho mujhe na toko zara
ye socho bura zamaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai

guzaari saath humne kai raatein
na jaane kab khatm hongi teri baaten
guzaari saath humne kai raatein
na jaane kab khatm hongi teri baaten
abhi na jaana koi taraana koi
fasaana abhi sunaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai

banaate ho ye roz hi bahaana
na jaane dega aaj tum ko ye deewaana
banaate ho ye roz hi bahaana
na jaane dega aaj tum ko ye deewaana
maana ji maana tu hai deewana
mera deewana bada sayaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai
abhi abhi to aayi ho
abhi abhi jaana hai
dhal gaya din ho gayi shaam
jaane do jaana hai




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.