Lyrics of Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - Umrao Jaan
Movie : Umrao jaan
Actors : Rekha, Farooq Sheikh and Naseeruddin Shah
Music Director : Khayyam
Singers : Asha Bhonsle
Lyricist : Shahryar
Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
bas ek baar mera kaha
bas ek baar mera kaha maan lijiye
bas ek baar mera kaha maan lijiye
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
is anjuman mein aap ko is anjuman mein
is anjuman mein aap ko
is anjuman mein aap ko aana hai baar baar
aana hai baar baar
deewar o dar ko gaur se
deewar o dar ko gaur se pehchan lijiye
deewar o dar ko gaur se pehchan lijiye
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
maana ke doston ko nahin
doston…doston ko nahin
maana ke doston ko nahin dosti ka ehsaas
lekin ye kya ke gair ka
lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye
lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
kahiye to kahiye to aasman ko
kahiye to aasman ko zameen par utaar laaye
mushkil nahin hai kuch bhi
mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye
mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye
dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye
bas ek baar bas ek baar
bas ek baar mera kaha maan lijiye
maan lijiye maan lijiye
Most Popular Items:
- Hit songs of Umrao Jaan
- Lyrics: Maula mere lele meri jaan
- Hit songs of Farooq Sheikh
- Lyrics of Jaanu meri jaan - Shaan
- Songs of Umrao Jaan
- Lyrics of Aye meri zohra jabeen - Waqt
- Lyrics of Mere khuda karam ye aata ho - Sorry Bhai
- Lyrics of Yahi hai tamanna - Aap Ki Parchaaiyaan
- Lyrics of Aa jaan e jaan - Inteqaam
- Lyrics of Aa jaan e jaan aa - Inteqaam
- Lyrics of Aa jaan e jaan - Inteqaam
- Lyrics of hindi song ‘Zara si’ from Zannat
- Lyric of Main chali main chali - Padosan
- Best bollywood songs of Asha Bhonsle
- Lyrics of Jahan teri ye nazar hai - Kaalia
- Bollywood song lyrics on request
- Lyrics of Jashn hai josh hai - Kal Kisne Dekha
- Lyrics of Panna ki tamanna hai - Heera Panna
- Lyrics of Love me love me - Wanted
- Lyrics of Aasma chhoona nahi - Morning Walk

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply