Lyrics of Dil karta o yaara dildaara - Aadmi Aur Insaan


Movie : Aadmi aur Insaan
Actors : Dharmendra and Saira Banu
Music Director : Ravi
Singers : Mahendra Kapoor and Bhupinder Singh
Lyricist : Sahir Ludhianvi

Dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta
aisa kuch kar paaye yaadon mein bas jaaye
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta
ho sadiyon jahaan mein ho charcha hamaara
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta

chalti mashaalen le ke milni ki raaton mein
milni ki raaton mein hoye hoye
aage aage hum chale yaaron ki baaraaton mein
yaaron ki baaraaton mein hoye hoye
hase koi bholi bhaali apni bhi baaton mein
apni bhi baaton mein hoye hoye
kisi ki kalaayi aaye apne bhi haathon mein
apne bhi haathon mein
ho sadiyon jahaan mein ho charcha hamaara
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta
aisa kuch kar paaye yaadon mein bas jaaye
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta

hum sa zyaada koi mile na hazaaron mein
mile na hazaaron mein hoye hoye
mare chaahe jeeye rahe agli kataaron mein
agli kataaron mein hoye hoye
chhalke hamaara lahoo kal ki bahaaron mein
kal ki bahaaron mein hoye hoye
ashqon ka tohfa ho ke bant jaaye yaaron mein
bant jaaye yaaron mein
ho sadiyon jahaan mein ho charcha hamaara
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta
aisa kuchh kar paaye yaadon mein bas jaaye
dil karta o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta
o yaara dildaara mera dil karta




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.