Lyrics of Dont say alvida - Main Aur Mrs Khanna
Movie : Main Aur Mrs Khanna
Actor : Salman Khan and Kareena Kapoor
Music Director : Sajid Wajid
Singer : Sonu Nigam and Shreya Ghosal
Lyricist : Jaless Sherwani
Ajeeb ittefaq hai kya mulakaat hai
ajeeb ittefaq hai kya mulakaat hai
mil gaye aaj fir koi to baat hai
takalluf chhodiye aji taaruf kijiye
takalluf chhodiye aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye
dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
chalte chalte raahon mein rukne laga hun
aisa to nahi tha jaisa ho gaya hun
chalte chalte raahon mein rukne laga hun
aisa to nahi tha jaisa ho gaya hun
aaye hava to milun muskura ke
kisse sunau karun teri baaten
jaane kyun lagta hai ye sapna
kyun koi ho raha hai apna
aise kyun kho rahi hai duniya
kyun lage ab nahi hun tanha
takalluf chhodiye aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
shikva nahi hai tujh se shikayat nahi hai
teri har baat mujh ko achhi lagti hai
shikva nahi hai tujh se shikayat nahi hai
teri har baat mujh ko achhi lagti hai
dekho jo mud ke darta hai ye dil
kahin raaston pe kho na jaaye manzil
tera yun milna ek karam
dil mera todna kasam
tere bin tanha tanha hum
ruk ja zindagi kasam hai
takalluf chhodiye aji taaruf kijiye
aaye aur chal diye dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
dont say alvida
dont say alvida
dont say alvida na kaho alvida
Most Popular Items:
- Lyrics of Tum ko bhi hai khabar - Kabhi Alvida Na Kehna
- Lyrics of Chalte chalte mere ye geet - Chalte Chalte
- Lyrics of Ye aakhiri alvida na ho - Shoot Out At Lokhandwala
- Lyrics of Dont ever leave me - Do Knot Disturb
- Lyrics of Om mangalam mangalam - Kambakkht Ishq
- Lyrics of Tum hi dekho na - Kabhi Alvida Na Kehna
- Lyrics of Touch me dont touch me - Dhoom 2
- Lyrics of Jaane safar mein aisa kya - Main Aur Mrs Khanna
- Lyrics of Haan to main kya - Raja Rani
- Lyrics of Mere sang sang aaya - Rajput
- Firecrackers at the box office this Diwali
- Lyrics of Rabba haye rabba - Main Aur Mrs Khanna
- Lyrics of Main chala main chala - Jashnn
- Songs of Main Aur Mrs Khanna
- Lyrics of Kal nau baje - Short Kut - The Con Is On
- Lyrics of I wanna chiggy wiggy - Blue
- Lyrics of Na koi umang hai - Kati Patang
- Lyrics of Don’t i love you - Superstar
- Lyrics of Chalte chalo chalte chalo - Toss
- Lyrics of Aazma luck aazma - Luck

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply