Lyrics of Gaana na aaya bajaana na aaya - Miss Mary

Advertisements



Movie : Miss Mary
Actors : Kishore Kumar and Meena Kumari
Music Director : Hemant Kumar
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Rajinder Krishan

Gaana na aaya bajaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
gaana na aaya bajaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
haan kahin sa hai kahin re hai
kahin ga ma pa dha ni hai
kahin bhaageshwari ki bahaan
kahin jayjayanti ki naani hai

ye bojha saat sur ka humse
baap re uthta bhi to kyun uthta
haan haan hamein ek sur bhi hilaana na aaya
hamein ek sur bhi hilaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
gaana na aaya bajaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
haan gaana na aaya bajaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya

are dhat tere ki sadak tedhi hai
desi raag ki chal modle tamtam
gale ko garm kar le
gale ko garm kar le
chhod angrezi mein ek atom
haan angrezi mein ek atom
haan angrezi mein ek atom
tatara pappapa tattata
tatara pappapa tattata
o my seeta paploo papeeta
o my seeta paploo papeeta
ek hi tu geeta soniye soniye goriye
ganne di boriye

kaash ki main ja sakta london
hello sir how are you
seekh ke aata wahaan se violin
three blind mice
three blind mice see how they run
see how they run
rope poraay kore povare
rope poraay kore povare
three blind mice
afsos afsos afsos afsos
lekin o jaaneman hai jaaneman
kaante chhuri se khaana na aaya
kaante chhuri se khaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
dilbar ko apna banaana na aaya
gaana na aaya bajaana na aaya
are ye nahi aaya are wo nahi aaya
gaana na aaya bajaana na aaya
gaana bajaana bajaana aur gaana




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Gaana na aaya bajaana na aaya - Miss Mary”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.