Lyrics of Gali gali mein shor us - Baabarr

Advertisements



Movie : Baabarr
Actors : Mithun Chakraborty and Urvashi Sharma
Music Director : Anand Raj Anand
Singer : Sukhwinder Singh
Lyricist : Anand Raaj Anand

Gali gali mein shor us ka masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein aa jaaye jhalkaara
gali gali mein shor us ka masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein aa jaaye jhalkaara
sharaara sharaara aankhe uski sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein baabarr
baabarr baabarr baabarr baabarr

zulmi bada ahankaari dar jaave duniya saari
jeevan k jungle ka ye ghayal sher hai
jo dekhe wo ghabraaye to takre wo mar jaave
jisne lalkaara jungle ho gaya dher
sharaara sharaara aankhe us ki sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein baabarr
baabarr baabarr baabarr baabarr

jhukna na us ko aave rukna us ko na aave
aa jaave raahon mein chaahe sau mushkile
chatan chatna krodh ka ufan
tedhe medhe raste us ki manzil
sharaara shaaara aankhe us ki sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein baabarr
baabarr baabarr baabarr baabarr

gali gali mein shor us ka masha allah rob us ka
chal pade to toofan mein aa jaaye jhalkaara
chal pade to toofan mein aa jaaye jhalkaara
sharaara sharaara aankhe uski sharaara
maula hi jaane us ki hi hadein baabarr
baabarr baabarr baabarr baabarr




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Lyrics of Gali gali mein shor us - Baabarr”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.