Lyrics of Ghunghroo ki tarah bajta hi raha - Chor Machaye Shor
Movie : Chor Machaye Shor
Actors : Shashi Kapoor and Mumtaz
Music Director : Ravindra Jain
Singers : Kishore Kumar
Lyricist : Ravindra Jain
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
kabhi is pag mein kabhi us pag mein
bandhta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
kabhi toot gaya kabhi toda gaya
sau baar mujhe phir joda gaya
kabhi toot gaya kabhi toda gaya
sau baar mujhe phir joda gaya
yoon hi lut lut ke aur mit mit ke
banta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
main karta raha auron ki kahi
meri baat mere man hi mein rahi
main karta raha auron ki kahi
meri baat mere man hi mein rahi
kabhi mandir mein kabhi mehfil mein
sajta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
bajta hi raha hoon main
apno mein rahe ya gairon mein
ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
apno mein rahe ya gairon mein
ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
phir kaisa gila jag se jo mila
sehta hi raha hoon main
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon hain
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon hain
bajta hi raha hoon hain
Most Popular Items:
- Songs of Chor Machaye Shor
- Lyrics of Paaon mein dori dori - Chor Machaaye Shor
- Top songs of Chor Machaye Shor
- Lyrics of Hulchul hui zara shor hua - Aaja Nachle
- Lyrics of Ek main aur ek tu - Khel Khel Mein
- Lyrics of Dilwaale dulhaniya le jayenge - Chor Machaye Shor
- Lyrics of Piya hum saat mulk ka - Lootmaar
- Lyrics of Pag ghunghroo baandh - Namak Halaal
- Hit songs of Shashi Kapoor
- Lyrics of Haan to main kya - Raja Rani
- Lyrics of Kuchh is tarah dil ko - 8×10 Tasveer
- Lyrics of Bolo hai na hai na - Chor Machaaye Shor
- Shilpa and Bipasha to come together
- Lyrics of bollywood song ‘dekho nashe main’ of Race
- Lyrics of Aaja aish kar le - Jashnn
- Lyrics : ‘ Koi chala jaa raha hai’ of Woodstock Villa
- Lyrics of Dost dost na raha - Sangam
- Lyrics of Jaane walon zara mud ke dekho - Dosti
- Lyrics of Main hoon jhum jhum - Jhumroo
- Lyrics of Aankho hi aankho mein ishara - CID

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”
Please Wait
Leave a Reply