Lyrics of Gore nahi hum kaale - Desh Premee


Movie : Desh Premee
Actors : Amitabh Bachchan and Hema Malini
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Singers : Laxmikant and Asha Bhonsle
Lyricist : Anand Bakshi

Gore nahi hum kaale sahi
hum nachne gaane waale sahi
gore nahin hum kaale sahi
hum nachne gaane waale sahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi
gore nahin hum kaale sahi
hum nachne gaane waale sahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi

kya hai kahan hai hamen sab khabar hai
ye maan lo
kya hai kahan hai hamen sab khabar hai
ye maan lo
sab par hamaari baraabar nazar hai
ye jaan lo
masti mein hum matwaale sahi
hey hum nachne gaane waale sahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi

tauba hamaari muhabbat hamari jawaaniyaan
tauba hamaari muhabbat hamari jawaaniyaan
aankhen hamaari sunaaye hazaaron kahaaniyan
hothon pe chhup ke taale sahi
hey hum nachne gaane waale sahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi

dhokha karishma tamaasha yahan ka riwaaz hai
dhokha karishma tamaasha yahan ka riwaaz hai
baahar shehar mein sadak par andheron ka raaz hai
andar ye dilkash ujaale sahi
hey hum nachne gaane waale sahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi
tumsa ek nahi la la la humsa ek nahi




Most Popular Items:

Get latest updates via email, enter email address

Get your own blog for free
 

No Responses to “Door Gagan Ki Chhaon Mein songs”  

  1. No Comments
Posting Your Comment
Please Wait

Leave a Reply

There was an error with your comment, please try again.